We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Baaten

from Words From Boxes by Ali Suhail

/
  • Streaming + Download

    Includes high-quality download in MP3, FLAC and more. Paying supporters also get unlimited streaming via the free Bandcamp app.
    Purchasable with gift card

      name your price

     

lyrics

Baaton ka maqsad nahi
Matlab agar pata nahi tou bus
Shor hai

Jhootay lafz aur jhootay chehray
Boltay rahengay ke tu kamzor hai

Kya tujhay pata nahi?

Uski haqeeqat koi na jaanay
Tere andar gum aik qayenaat hai

Yaad nahi kya tujhko ab kuch
Aik raat main bhoolgae ke woh tere
Saath hai.

Jo tu chahay

Sab kuch tou tere paas hai
Tu ab bhi uska khaas hai
Tu jhooti baaton say dill ko na rula
Jo maanga aur jo na mila
Kyun bhooljata hai istarha
Ke jo de sakta hai woh tou hai tera

Raaz abhi khula nahi
Bus apne aapko khona nahi
Aankhen band karke karle bharosa

(Kya hai
Woh cheez
Jo tere
Paas nahi
Kya hai kami?)

Sab kuch tou tere paas hai
Tu ab bhi uska khaas hai
Tu jhooti baaton say dill ko na rula
Jo maanga aur jo na mila
Kyun bhooljata hai istarha
Ke jo de sakta hai woh tou hai tera

Raaz abhi nahi khulay
Asliyat ko pehchaan le
Aankhen band karke karle bharosa.

credits

from Words From Boxes, released May 21, 2013

license

all rights reserved

tags

about

Ali Suhail Karachi, Pakistan

Hi, I'm Ali. I make music in a room in a house in Karachi in Pakistan. In fact, that's most of what I do. I've been making music since I was a teenager, learning from The Beatles, The Foo Fighters, Death Cab For Cutie, Freelance Whales, Pomplamoose etc. These albums that I've written are an amalgamation of my experiences and perception of the world and life. I hope they make people happy. ... more

contact / help

Contact Ali Suhail

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this track or account

If you like Ali Suhail, you may also like: