We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Kuch Nahi

from Journal Entries by Ali Suhail

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

lyrics

Meri thehri duniya main
ye kaun le ke aagaya
Isko takiya maaroon ya pathar pe hi sonay doon

Iskay khwaab ajab say hain
Mujhko bhi kyun dikhtay hain
Koi parwah nahi isko, ye aankhen band karleta hai

Muun main bohat bheer hai
Shor kardiya hai mere ghar main

Aankhen laal, neeli khaal
Teri asliyat kya hai yar
Aasman ko kyun rula raha hai
Haath pakar, baat kar
Kya ajab hai tera haal
Bilkul ajeeb, bilkul mere jaisa hai

Apni jalti aankhon say
Kyun sabko darata hai
'Gar itna hai bhayanak tou kyun itna khaufzada hai

Bohat shauk hai andheray ka
Ye paani kahan say laya hai
Khoon hai ya aansu hain, tera hai ya mera hai

Raat hai iskay alfaz main
Kis kis ko apnay muun main samaita hai

Muun main bohat bheer hai
Shor kardiya hai mere ghar main

Aankhen laal, neeli khaal
Teri asliyat kya hai yar
Aasman ko kyun rula raha hai
Haath pakar, baat kar
Kya ajab hai tera haal
Bilkul ajeeb, bilkul mere jaisa hai

credits

from Journal Entries, released July 29, 2014

license

all rights reserved

tags

about

Ali Suhail Karachi, Pakistan

Hi, I'm Ali. I make music in a room in a house in Karachi in Pakistan. In fact, that's most of what I do. I've been making music since I was a teenager, learning from The Beatles, The Foo Fighters, Death Cab For Cutie, Freelance Whales, Pomplamoose etc. These albums that I've written are an amalgamation of my experiences and perception of the world and life. I hope they make people happy. ... more

contact / help

Contact Ali Suhail

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this track or account

If you like Ali Suhail, you may also like: